mai wo saks
aye meri kwahishen aaj to angdai mat le tere ubharne se meri jaan nikal jaati hai mai wo hara hua sitamgar hun jiski rooh se uski jaan nikalti jaati hai ! aye meri pyaas aaj bujhne ki baat mat kar teri pyaas bujhane ki tammana me mere ask nikalti jaati hai mai wo adhoora suks hun jiske paas sab kuch hote hue bhi aapahijta sii lag jaati haii ! aye meri umeed aaj to mat toot tere tootne se zindagi nakam lag jati hai mai wo khoya hua insaan hun jiske ghar ka rasta door hoti chali jati hai ! aye meri dhadkane aaj to tu mat dhadak tere dhadakne se use khoone ka khayal aa jata hai mai wo saks hun jiski dhadkane uske alawa or bhi koi sunta hai ! aye meri bikhrti aarzoo aaj too tu mat bikhar tere bikharne se daman choot ta nazar aata hai mai wo suks hun jiski aarmano ka samandar kabhi kinare tak nahin jata hai ! aye meri dillagi aaj to mere jajbat se mat khel mera dil tere rang ko pehchan nahin pata hai mai wo saks hun jiske dil ne aise kho...