mai wo saks
aye meri kwahishen aaj to angdai mat le
tere ubharne se meri jaan nikal jaati hai
mai wo hara hua sitamgar hun
jiski rooh se uski jaan nikalti jaati hai !
aye meri pyaas aaj bujhne ki baat mat kar
teri pyaas bujhane ki tammana me mere ask nikalti jaati hai
mai wo adhoora suks hun jiske paas sab kuch hote hue bhi
aapahijta sii lag jaati haii !
aye meri umeed aaj to mat toot
tere tootne se zindagi nakam lag jati hai
mai wo khoya hua insaan hun
jiske ghar ka rasta door hoti chali jati hai !
12.12.12/9:32,banglore,written by SHAILESH KUMAR CHOUDHARY

aye meri dhadkane aaj to tu mat dhadak
tere dhadakne se use khoone ka khayal aa jata hai
mai wo saks hun jiski dhadkane
uske alawa or bhi koi sunta hai !
aye meri bikhrti aarzoo aaj too tu mat bikhar
tere bikharne se daman choot ta nazar aata hai
mai wo suks hun jiski aarmano ka samandar
kabhi kinare tak nahin jata hai !
aye meri dillagi aaj to mere jajbat se mat khel
mera dil tere rang ko pehchan nahin pata hai
mai wo saks hun jiske dil ne aise khooda ki ho
ke ibaadat ko pasina aa jata haii !
aye meri tanhai aaj to khamosh mat reh
teri khamosi mujhe behri kar jati hai
mai wo saks hun jiski khamoshi he
uski sdaa ho jati haii !
aye mere dard aaj too tu mat bilakh
tujhe na jaane kitne din se dil me dabaye rakha haii
mai wo saks hun jise usi ke dard ne
dil me nassor bna jati haii !
12.12.12/9:32,banglore,written by SHAILESH KUMAR CHOUDHARY
Comments
Post a Comment